Tum Zindagi Ko Gam Kaa Lyrics

"Tum Zindagi Ko Gam Kaa" lyrics from Dopatta sung by noor jehan and music directed by firoz nizami and composed by firoz nizami and lyrics written by munshi azam

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tum Zindagi Ko Gam Kaa Lyrics


Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye

Tum the ki mere pyaar
Ki duniya basi hui
Tum the ki mere pyaar
Ki duniya basi hui
O o tum the ki zindagi
Ke adhere me roshani
Tum kyaa gaye charaag e
Mohabbat bujhaa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaanaa banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye

Duniya ujad gayi
Mere sabr o karaar ki
Duniya ujad gayi
Mere sabr o karaar ki
O o ro ro ke raat
Kaatati hun itazaar ki
Jab chaand par nazar
Padi tum yaad aa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itazaar ki
Duniya basa gaye.

More songs lyrics from Dopatta.