Tum Tana Na Tana Lyrics

"Tum Tana Na Tana" lyrics from Bahaaron Ki Manzil sung by amit kumar, sushma shrestha (poornima) and music directed by raamlaxman (vijay patil) and composed by raamlaxman (vijay patil) and lyrics written by dev kohli

Lyricist(s):
Music Director(s):

Tum Tana Na Tana Lyrics


Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Geet hi is jeevan ka soor hain
Geet hain prem tarana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Geet hi is jeevan ka soor hain
Geet hain prem tarana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana

Ye teri meri zindagi
Suro mein hai dhali huyi
Dukho ki pancham
Kabhi sukho ki kabhi ragini
Ye teri meri zindagi
Suro mein hai dhali huyi
Dukho ki pancham
Kabhi sukho ki kabhi ragini
Saat suro ki is sargam
Ko dekho bhul naa jaana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana

Ye rut hai bahaar ki
Suro ke singaar ki
Madhur jhankar hain
Dilo ke is taar ki
Ye rut hai bahaar ki
Suro ke singaar ki
Madhur jhankar hain
Dilo ke is taar ki
Is mann mein anmol ratan hain
Mann hain anmol khajana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana

Ye thumre ki taal hain
Kabhi ye khayal hain
Ada hain aalam ki
Raago ka ye kamaal hain
Ye thumre ki taal hain
Kabhi ye khayal hain
Ada hain aalap ki raago
Ka ye kamaal hain
Raag se jal ban saathi
Apne mann ki agan bajana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Geet hi is jeevan ka soor hain
Geet hain prem tarana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana
Tum tana nana tana
Ye dil hain deewana.

More songs lyrics from Bahaaron Ki Manzil.