Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho Lyrics
"Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho" lyrics from Teri Baatein sung by javed hussain and music directed by javed hussain and lyrics written by late ratan haryanvi
Tum Na Aane Ki Baat Karte Ho Lyrics
Tum na aane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Baat karni thi pyaar ki tumse
Baat karni thi pyaar ki tumse
Kyun na aane ki baat karte ho
Kyun na aane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Khusk hotho pe naksh hoth ke
Khusk hotho pe naksh hoth ke
Kyun mitane ki baat karte ho
Kyun mitane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Tumko maloom hai wafa ka chalan
Tumko maloom hai wafa ka chalan
Kyun nibhane ki baat karte ho
Kyun nibhane ki baat karte ho
Bhool jaane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho
Tum na aane ki baat karte ho.
More songs lyrics from Teri Baatein.