Tum Ko Apna Bana Liya Lyrics
"Tum Ko Apna Bana Liya" lyrics from Sadgi sung by sadat bin ashraf and music directed by sadat bin ashraf and composed by sadat bin ashraf and lyrics written by sadat bin ashraf
Tum Ko Apna Bana Liya Lyrics
Tum ko apna bana liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Ab zaroorat nahi dawa ki humein
Ab zaroorat nahi dawa ki humein
Dard itna badha liya humne
Dard itna badha liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Tum hi tum ho mere khayalo mein
Tum hi tum ho mere khayalo mein
Naksh aisa zama liya humne
Naksh aisa zama liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Dekhi duniya ki be rukhi aesi
Dekhi duniya ki be rukhi aesi
Sabse dil ko hata liya humne
Sabse dil ko hata liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Saari khushiya hai mere daaman mein
Saari khushiya hai mere daaman mein
Tumko jis din se paa liya humne
Tumko jis din se paa liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Sabki sun sun ke daastane gham
Sabki sun sun ke daastane gham
Apne gham ko chhupa liya humne
Apne gham ko chhupa liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Tum ko apna bana liya humne.
More songs lyrics from Sadgi.