Tum Kaun Ho Batao Lyrics

"Tum Kaun Ho Batao" lyrics from Aasra sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Tum Kaun Ho Batao Lyrics


Tum kon ho batao tumhara
Naam hai kya naam hai kya
Tum kon ho batao tumhara
Naam hai kya naam hai kya
Ek ajanabi najar ka
Yaha kaam hai kya
Kaam hai kya tum kon ho
Tum kon ho ek achha ek hi raasta

Is raste ka naam hai
Sapano ki rahgujar
Is raste ka naam hai
Sapano ki rahgujar
Jo ho paraye yaar
Apno ki rah gujar
Jiss raah se gujare
Wo aam hai kya
Tum kon ho batao
Tumhara naam hai kya
Naam hai kya tum kon ho

Hum wo nahi jo maan
Le yuhi kisi ki baat
Hum wo nahi jo maan
Le yuhi kisi ki baat
Hum wo nahi jo chal
Pade bechainiyo ke sath
Is baat ka pata hai
Tumhe anjaam hai kya
Anjaam hai kya
Tum kon ho batao
Tumhara naam hai kya
Naam hai kya tum kon ho

Vaise to hum bhi aaj
Kal rahate hai bekarar
Vaise to hum bhi aaj
Kal rahate hai bekarar
Tum kahi ye na sochana
Kar lenge tumse pyar
Iss pyaar se jara ye
Koi badnaam hai kya
Tum kon ho batao tumhara
Naam hai kya naam hai kya
Ek ajanabi najar ka
Yaha kaam hai kya
Kaam hai kya tum kon ho.

More songs lyrics from Aasra.