Tum Bin Jeevan Lyrics

Tum Bin Jeevan lyrics from Bawarchi sung by prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by kaifi azmi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tum Bin Jeevan Lyrics


Tum bin jeevan kaisa jeevan
Tum bin jeevan kaisa jeevan

Phool khile to dil murajhye
Phool khile to dil murajhye

Aag lage jab barase savan
Tum bin jeevan kaisa jeevan
Tum bin jeevan

Ruthe tum jab se piya, ruthe tum jab se
Suna sa hai mann ka dhera

Bairi hai duniya, bairi hai duniya
Bante koi kyu dukh mera

Apne aansu apana hi daman
Tum bin jeevan kaisa jeevan
Tum bin jeevan

Kaise dil bahale ey ay ay
Kaise dil bahale

Hansana chahu rona aaye
Dhundha jag sara, dhundha jag sara

Kuchh na sujhe, kuchh na bhaye
Tod gaye tum mann ka darpan

Tum bin jeevan kaisa jeevan
Tum bin jeevan

Kisko samajhau, kisko samajhau
Guzari kya kya biti kya kya

Puchhe ye duniya, puchhe ye duniya
Kiske hatho ye dil tuta

Haal hua ye kiske karan
Tum bin jeevan kaisa jeevan

Phool khile to dil murajhye
Phool khile to dil murajhye

Aag lage jab barase savan
Tum bin jeevan kaisa jeevan
Tum bin jeevan.

More songs lyrics from Bawarchi.