Tum Aaj Hi Lyrics

"Tum Aaj Hi" lyrics from Ek Tukda Aasman Ka sung by sanjay vatsal and music directed by sanjay vatsal and composed by sanjay vatsal

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tum Aaj Hi Lyrics


Tum aaj hi iss yaa se guzar kyun nahi jaate
Tum aaj hi iss yaa se guzar kyun nahi jaate
Kis darjaa haseen raat hain mar kyun nahi jaate
Tum aaj hi iss yaa se guzar kyun nahi jaate

Har baar jahan bhar mein khushi dhudane walo
Har baar jahan bhar mein khushi dhudane walo
Har baar jahan bhar mein khushi dhudane walo
Ik baar khushi dhund ne ghar kyun nahi jaate

Mana ke kisi toar dara paaye na koi
Mana ke kisi toar dara paaye na koi
Mana ke kisi toar dara paaye na koi
Apne se kabhi aap darr kyun nahi jaate

Umeend zamane se sahare ki bhala kyun
Umeend zamane se sahare ki bhala kyun
Umeend zamane se sahare ki bhala kyun
Hum aap sambhal aur sanwar kyun nahi jaate
Hum aap sambhal aur sanwar kyun nahi jaate
Kis darjaa haseen raat hain mar kyun nahi jaate
Tum aaj hi iss yaa se guzar kyun nahi jaate

More songs lyrics from Ek Tukda Aasman Ka.