Tujko Kya Lyrics

"Tujko Kya" lyrics from Ghulam sung by mou mukherjee (jojo), udit narayan and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai), sameer

Music Director(s):
Composer(s):

Tujko Kya Lyrics


Tujhko kya, tu tu tujhako kya
Tujhko kya, tu tu tujhako kya
Yeh paise kahaan se aaye hai,
Isase tujhko kya kaam
Tujhe kya parwaah,
Masti mein bita tu shyaam
Daaru hai kiski soch mat,
Tujhe pine se hai kaam
Meri baat sun, mat ped gin,
Khaa pyaare bas tu aam

Karta hai koi pyaar kisise,
Karne de, karne de
Marta hai jo koi kisi par,
Marne de, marne de
Karta hai koi pyaar kisise,
Karne de, tujhko kya
Marta hai jo koi kisi par,
Marne de, tujhko kya
Dilwaalon ka faisala hai,
Tujhko kya
Are unaka apna maamala hai,
Tujhko kya, tujhko kya
Daaka pade ya tuti
Koi tijori ho, tujhko kya
Tere ghar mein kya hai
Jiski chori ho, tujhko kya
Woh toh thehre paisewaale,
Tujhko kya
Are hote rehte hai ghotaale,
Tujhko kya, tujhko kya

Hum dulhe ke saathi,
Samjhe ladkiwaale
Ladkewaale samjhe hum saale, dilwaale
Are daawat hamne khaali,
Usaki bear chadhali
Gair ki shaadi apni diwaali, diwali
Hey kya bura hai, kya bhala hai
Sochake milata hai kya
Karta hai koi pyaar kisise,
Karne de, tujhko kya
Marta hai jo koi kisi par,
Marne de, tujhko kya
Dilwaalon ka faisala hai, tujhko kya
Are unaka apna maamala hai,
Tujhko kya, tujhko kya

Hum jaiso ke liye hi
Paise seth kamaaye
Paise seth kamaaye hum kaaye
Are unake pate par apna
Money order aa jaaye
Jab banda jaaye hai le aaye, le aaye
Jit bhi apni pat bhi apni,
Har haalat mein jit hai
Daaka pade ya tuti koi
Tijori ho, tujhko kya
Tere ghar mein kya hai
Jiski chori ho, tujhko kya
Woh toh thehre paisewaale, tujhko kya
Are hote rehte hai ghotaale,
Tujhko kya, tujhko kya.

More songs lyrics from Ghulam.