Tujhko Main Jaan Lyrics

"Tujhko Main Jaan" lyrics from Zabak sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by prem dhawan

Lyricist(s):
Music Director(s):

Tujhko Main Jaan Lyrics


Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi, wayi wayi wayi

Chalna sambhal ke raste me
Dekho acha nahi hai kisi se takrana
Chalna sambhal ke raste me
Dekho acha nahi hai kisi se takrana
Milti kaha se tum si hasina
Milne ka hota hai koi to bahana
Achi ye aj hui jan pahchan wayi wayi
Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi

Ham to tumhare ho hi chuke hi
Mano na mano ye marji tumhari
Ham to tumhare ho hi chuke hi
Mano na mano ye marji tumhari
Jo hai tamnna dil me tumhare
Ab to tamanna wahi hai hamari
Tumpe ye jan bhi kurban wayi wayi

Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Tujhko mai jan gayi man ya na man wayi wayi
Ye to hai apka ahsan meri jan wayi wayi
Wayi wayi wayi wayi, wayi wayi wayi.

More songs lyrics from Zabak.