Tujhe Dekha To Lyrics

"Tujhe Dekha To" lyrics from Dilwale Dulhania Le Jayenge sung by kumar sanu, lata mangeshkar and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tujhe Dekha To Lyrics


Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaaden teri
Mera hai kya sab kuch tera
Jaan teri saanse teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage sare gam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam

Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahun main kya karun
Ha tu samane baithi rahe
Main tujhe dekha karun
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum.

More songs lyrics from Dilwale Dulhania Le Jayenge.