Tujh Se Phir Main Lyrics

"Tujh Se Phir Main" lyrics from Dil Ke Tukde Hazaar Huye sung by altaf raja and music directed by altaf raja, vaishnav deva and composed by altaf raja, vaishnav deva and lyrics written by arun bhairav

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tujh Se Phir Main Lyrics


Dil de ke tujhe humne
Dil de ke tujhe humne
Ek baat to jaani hain
Kehate hain jise ulfat
Woh zehar ka paani hain

Tujh se phir main
Dil lagana chahata hun
Tujh se phir main
Dil lagana chahata hun
Ek dhokha aur khaan
Chahata hun
Tujh se phir main
Dil lagana chahata hun

Aa tujhe baahon
Bharkar pyaar kar lun
Yun haseeno se to
Daaman ko bachana chahiye
Yun haseeno se to
Daaman ko bachana chahiye
Halki baarish ho to
Thoda bheeg jaana chaiye
Aa tujhe baahon
Bharkar pyaar kar lun
Teri aankhon ka
Samandar paar kar lun
Aa jee bhar tera deedar kar lun
Main nashein mein
Doob jaana chahata hun
Tujh se phir main
Dil lagana chahata hun

Dekha ne waala tujhe
Ho jaaye paagal
Zheel ho aankhein ho
Aa gehara samandar jo mile
Zheel ho aankhein ho
Aa gehara samandar jo mile
Doobne mein faayda hain
Doob jaana chahiye
Dekha ne waala tujhe
Ho jaaye paagal
Jaise khusboo jaise titali
Jaise baadal
Maar daalenga teri
Aankhon ka kaajal
Tere haatho zeher
Khaana chahata hun
Tujh se phir main
Dil lagana chahata hun

Ghar se mat nikala karo
Itana sawar kar
Hoshiyaari dil e naadan
Bahot karta hain
Hoshiyaari dil e naadan
Bahot karta hain
Husn waalo ka
Ye armaan bahot karta hain

Ghar se mat nikala karo
Itana sawar kar
Log reh jaate hain
Apna dil pakad kar
Ab na dekhe tumko koi
Aankh bhar kar
Iss tarah dil mein
Chhupana chahta hun
Iss tarah dil mein
Chhupana chahta hun
Ek dhokha aur khaan
Chahata hun
Tujh se phir main
Dil lagana chahata hun

Humm tujh se phir main
Dil lagana chahata hun.

More songs lyrics from Dil Ke Tukde Hazaar Huye.