Tu Sapna Hai Lyrics

"Tu Sapna Hai" lyrics from Main Deewana Hoon sung by abhijeet bhattacharya and music directed by vaishnav deva and composed by vaishnav deva and lyrics written by mumtaz nikhat

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tu Sapna Hai Lyrics


Tu sapna hai ya hakikat
Hain mujhko bata
Tu sapna hai ya hakikat
Hain mujhko bata
Tu tohfa hain ya inayat
Hain mujhko bata
Aaisa lagat hain maine kahi
Aaisa lagat hain maine kahi
Pehle bhi hain tujhe dekha
Tu sapna hai ya hakikat
Hain mujhko bata
Tu tohfa hain ya inayat
Hain mujhko bata

Hasin wadiyo ki
Khushbu hain tu
Parvat ke jharno
Ki jhar jhar hain tu
Rangin fizzao
Ka chhalka nasha
Dilkash nazaro
Ka jadu hain tu
Tu manjil hain ya karvan
Pehle bhi hain tujhe dekha
Tu sapna hai ya hakikat
Hain mujhko bata
Tu tohfa hain ya inayat
Hain mujhko bata

Ghata hain ke julfen
Pareshan hain tu
Adaon se khud
Apani nadan hain tu
Tu chand jo rat roshan kare
Tammana bhi tu dil
Ka arman bhi tu
Tu hain pari ya apasaratu
Git hain ek madbhara
Pehle bhi hain tujhe dekha

Tu sapna hai ya hakikat
Hain mujhko bata
Tu tohfa hain ya inayat
Hain mujhko bata
Aaisa lagta hain maine kahi
Aaisa lagta hain maine kahi
Pehle bhi hain tujhe dekha
Tu sapna hai ya hakikat
Hain mujhko bata
Tu tohfa hain ya inayat
Hain mujhko bata.

More songs lyrics from Main Deewana Hoon.