Tu Pyaar Maange Pyaar De Dun Lyrics

"Tu Pyaar Maange Pyaar De Dun" lyrics from Sa-Re-Ga-Ma-Pa sung by lata mangeshkar and music directed by ganesh and composed by ganesh and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tu Pyaar Maange Pyaar De Dun Lyrics


Tu pyaar maange pyaar de dun
Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya
Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya
Tere hi rang mein main gujariya
Rangney aayi chunariyaa

Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya
Ghnghat mein naina hain
Naino mein kajraa hai
Paaon mein paayal
Paayaliya mein dori
Ghnghat mein naina hai
Naino mein kajraa hai
Paaon mein paayal
Paayaliya mein dori
Saj ke sajaa ke aayi mein gori
Sun ke tori bansuriyaa
Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya

Chhup ke zamane se nikli bahaane se
Chhup ke zamane se nikli bahaane se
Sir pe bhaari gagariyaa utthhaaye
Us pe ye kaanta pag mein haaye
Phir bhi doln dagariyaa
Tu pyaar maange pyaar de dun
Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya

Main to morey piya
Main to morey piya
Ho jaaun kya se kya
Ang se jo mohey tu laga le
Main to morey piya
Ho jaaun kya se kya
Ang se jo mohey tu laga le
Rakh de muraliy rakh de
Muraliy aa mohey uttha le
Main hn teri baawariya
Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya
Tere hi rang mein main gujariya
Rangney aayi chunariyaa
Tu pyaar maange pyaar de dun
O saawariya o baanke saawariya.

More songs lyrics from Sa-Re-Ga-Ma-Pa.