Tu Naag Main Nagin Lyrics

"Tu Naag Main Nagin" lyrics from Naag Nagin sung by kavita krishnamurthy, nitin mukesh chand mathur and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by santosh anand

Lyricist(s):

Tu Naag Main Nagin Lyrics


Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu hai meri dilruba
Main hoon tera deewana
Maine to yeh bas jana
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Maine tujhe rab mana
Maine tujhe sab mana
Maine to yeh bas jana
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Mujhe tuhi bhata hain
Apna jamno ka nata hain
Main sada sada se teri hoon
Tera pyar mujhe tadpata hain
Rab ko mana lu ke main
Aaj tujhe pa lungi main
Tera dil mera dil
Tera chain mera chain
Teri dan meri dan
Kabhi tute na
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Mohabbat ki aatis hain kya
Koi aaashiq pehchanega
Jalne mein kya hain maza
Koi dil wala janega
Koi dil wala janega
Tu hai meri samme wafa
Main hoon tera parwana
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Chahe kahi bhi raho
Aana padega zaroor
Chahe kahi bhi raho
Aana padega zaroor
Tum to sada hi mere
Dil mein chhupe ho hujur
Sun ke aawaz meri
Tum daude aana
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Tu naag main nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Tujhko sada pooja maine
Dekha khuda ko nahin
Tujhko sada pooja maine
Dekha khuda ko nahin
Mujhse juda tu nahin
Tujhse juda main nahin
Mujhse juda tu nahin
Tujhse juda main nahin
Tu hain meri ruhe nazar
Main hoon tera afsana
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na

Maine tujhe rab mana
Maine tujhe sab mana
Maine to yeh bas jana
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na
Main naag tu nagin
Nahin jeena tere been
Saath raat din ka
Saathi chhute na.

More songs lyrics from Naag Nagin.