Tu Na Aaya Aur Hone Lagi Lyrics

"Tu Na Aaya Aur Hone Lagi" lyrics from Aasha sung by lata mangeshkar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Tu Na Aaya Aur Hone Lagi Lyrics


Tu na aaya aur
Hone lagi shaam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re
Tu na aaya aur
Hone lagi shaam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re

Dekhun kab tak
Piya main teri raah re
Dekhun kab tak
Piya main teri raah re
Meri tak tak ke
Haari nigaah re
Meri tak tak ke
Haari nigaah re
Raat hai aa rahi
Raat hai aa rahi
Main to ghabraa rahi
Kya karun ke dur
Hai mera gaaon re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re
Tu na aaya aur
Hone lagi shaam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re

Aaa aaa aaa
Kaise kaise main
Chhupte chupaate aayi
Kaise kaise main
Chhupte chupaate aayi
Chupte aayi saari duniya
Se nazren bachake aayi
Saari duniya se nazren
Bachake aayi chupte aayi
Dil ki dhadkan badhi
Dil ki dhadkan badhi
Har kadam par dari
Ho na jaaun kahin
Main badnaam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re
Tu na aaya aur
Hone lagi shaam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re

Kaise ghadiyaan
Bitaaun intezaar ki
Kaise ghadiyaan
Bitaaun intezaar ki
Aaja dun main
Duhaayi tere pyaar ki
Aaja dun main
Duhaayi tere pyaar ki
Ab to surat dikha
Ab to surat dikha
Saawle aa bhi jaa
Dekh kab se pukaarun
Tera naam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re
Tu na aaya aur
Hone lagi shaam re
Saawariya main khadi
Rahun ke chali jaaun re
Saawariya saawariya
O saawariya saawariya
Saawariya o saawariya
Saawariya o saawariya.

More songs lyrics from Aasha.