Tu Mujhse Jab Se Mila Hai Lyrics

"Tu Mujhse Jab Se Mila Hai" lyrics from Showbiz sung by krishnakumar kunnath (k.k) and music directed by lalit pandit and composed by lalit pandit and lyrics written by sayeed quadri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tu Mujhse Jab Se Mila Hai Lyrics


Tu musjhse jab se mila hai
Jana jeena hai kya yeh jaana
Tu mujhse jab se juda hai
Jana kud ko hai maine jaana
Mujhe jeena aa gaya
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya meherbaani
Tu musjhse jab se mila hai
Jana jeena hai kya yeh jaana
Tu mujhse jab se juda hai
Jana kud ko hai maine jaana
Mujhe jeena aa gaya
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya meherbaani
Meherbaani meherbaani
Shukriya shukriya

Abb to bas tujko hai
Paana maqsad mera
Abb to bas tujko hai
Chaahna mazhab mera
Makhmali si baatein ho
Mehki si kuch raatein ho
Sandali teri saansein ho sanam
Ab yeh kehna aa gaya
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya shukriya
Meherbaani meherbaani
Shukriya shukriya

Har taraf dikhta hai
Abb toh chehra tera
Har ghadi aatho peher
Haan shaamo subah
Bolti meri aankhon ko
Ankahi kuch baaton ko
Padh bhi le to abb ai jaanemaan
Gar to rakh le dil mera
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya shukriya
Tu musjhse jab se mila hai
Jana jeena hai kya yeh jaana
Tu mujhse jab se juda hai
Jana kud ko hai maine jaana
Mujhe jeena aa gaya
Meherbaani shukriya
Meherbaani shukriya meherbaani.

More songs lyrics from Showbiz.