Tu Meri Laila Lyrics

"Tu Meri Laila" lyrics from Kaun Kare Kurbanie sung by kajal, kumar sanu, sadhana sargam and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):

Tu Meri Laila Lyrics


Tu meri laila main ha
Tu meri laila main tera chhaila
Khul ke karo humse pyar
Are khul ke karo humse pyar
O gule guljar
Public se nai ko daro
Public se nai ko daro

Wada tera pakka hain
Pakam pakam pakka
Pyar tera sachha hain
Sacham sacham sachha
Wada tera pakka hain
Pyar tera sachha hain
Khul ke karo kyu na pyar
Khul ke karo kyu na pyar
O mere dildar
Public se kahe ko daru
Ha public se kahe ko daru

Shadi karu to karo
Dulhan banu to bano
Ha shadi karu to
Dulhan banu to
Badle mein mujhko kya dega
Are bol badle mein
Mujhko kya dega
Are bangala badi ghoda gadi
Bangala badi ghoda gadi
Rang birangi nai saadi
Pahna ke raani bana dega
Tujhko pahna ke
Rani bana dega
Tera deewana
Tera diwana bin tere jana
Rah na sakega akela

Are tu meri laila main ha
Tu meri laila main tera chhaila
Khul ke karo humse pyar
Ha khul ke karo humse pyar
O gule guljar
Public se nai ko daro
Public se nai ko daro
Wada tera pakka hain
Pakam pakam pakka
Pyar tera sachha hain
Sacham sacham sachha
Wada tera pakka hain
Pyar tera sacha hain
Khul ke karo kyu na pyar
Are khul ke karo kyu na pyar
O mere dildar
Public se kahe ko daru
Ha public se kahe ko daru

Mujhko ghumane kya
Mauj manane achha
Mujhko ghumane
Mauj manane
Kaha kaha le jayega bol
Are kaha kaha le jayega bol
Are bori bandar porbandar
Bori bandar porbandar
Taz ajanta sat samandar
Banke tera mastkalandar
Jo bhi hai duniya ke andar
Tujhko sabhi kuch dikhayega
Ha tujhko sabhi kuch dikhayega
Tera deewana
Tera deewana bin tere jana
Rah na sakega akela

Are tu meri laila main ha
Tu meri laila main tera chhaila
Khul ke karo humse pyar
Ha khul ke karo humse pyar
O gule guljar
Public se nai ko daro
Public se nai ko daro

Wada tera pakka hain
Pakam pakam pakka
Pyar tera sachha hain
Sacham sacham sachha
Wada tera pakka hain
Pyar tera sachha hain
Khul ke karo kyu na pyar
Are khul ke karo kyu na pyar
O mere dildar
Public se kahe ko daru
Ha public se kahe ko daru.

More songs lyrics from Kaun Kare Kurbanie.