Tu Mere Pyar Ka Hai Savera Lyrics

"Tu Mere Pyar Ka Hai Savera" lyrics from Agnee Morcha sung by kavita krishnamurthy, kumar sanu and music directed by shyam (shyam - surender), surender (shyam - surender) and composed by shyam (shyam - surender), surender (shyam - surender) and lyrics written by satish

Lyricist(s):

Tu Mere Pyar Ka Hai Savera Lyrics


Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Honge na ham juda kabhi
Andhero se kah de ja ke koi
Honge na ham juda kabhi
Andhero se kah de ja ke koi
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam

Dil ne dil se kiya hai jane kaisa ishara
Dil ne dil se kiya hai jane kaisa ishara
Teri chahat mein janam jine ka mila sahara
Har taraf pyar ki roshani ab ho gayi
Khwabo mein tera chehra sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam

Dekhu ho ke deewani
Dhadkan gunguru bani hai
Dekhu ho ke deewani
Dhadkan gunguru bani hai
Aankhe teri wafa ki dil mein sajne lagi hai
Hotho pe geet hai
Sang sang man meet hai
Har pal hua hai sunhara sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Honge na ham juda kabhi
Andhero se kah de ja ke koi
Honge na ham juda kabhi
Andhero se kah de ja ke koi
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam
Tu mere pyar ka hai savera sanam
Dhadkano mein tera hai basera sanam.

More songs lyrics from Agnee Morcha.