Tu Jane Na Ye Duniya Lyrics

"Tu Jane Na Ye Duniya" lyrics from Janam Se Pehle sung by jolly mukherjee and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tu Jane Na Ye Duniya Lyrics


Tu jane na ye duniya
Jungle hai darindo ka
Tu jane na ye duniya
Jungle hai darindo ka
Dhokha de nigaho ka
Hai insa yaha kaha
Laaz ka aaina tut ke rah gaya
Ye jali khokh se aa rahi hai sada
Ye jali khokh se aa rahi hai sada
Ma ma ma ma ma
Tu jane na ye duniya
Jungle hai darindo ka
Tu jane na ye duniya
Jungle hai darindo ka
Dhokha de nigaho ka
Hai insa yaha kaha
Laaj ka aaina tut ke rah gaya
Ye jali khokh se aa rahi hai sada
Ye jali khokh se aa rahi hai sada
Ma ma ma ma ma

Nanhi nanhi do aankho ne
Ma ki khokh me chhupkar dekhe
Nanhi nanhi do aankho ne
Ma ki khokh mein chhupkar dekhe
Dhundle dhundle unke chehre
Jo bhi ma ka rasta ghere
Phir gunji ek chikh hawa mein
Soya raha jaha
Laaj ka aaina tut ke rah gaya
Ye jali khokh se aa rahi hai sada
Ye jali khokh se aa rahi hai sada
Ma ma ma ma ma

Lahu lahu tha ma ka aanchal
Nazuk tan par kai kharase
Lahu lahu tha ma ka aanchal
Nazuk tan par kai kharase
Sab kuch lut ke le gaye zalim
Chhod gaye do zinda lashe
Usme jalke aag ke
Dil se uthata raha dhua
Laaz ka aaina tut ke rah gaya
Ye chali khokh se aa rahi hai sada
Ye chali khokh se aa rahi hai sada
Ma ma ma ma ma

Tu jane na ye duniya
Jungle hai darindo ka
Tu jane na ye duniya
Jungle hai darindo ka
Dhokha de nigaho ka
Hai insa yaha kaha
Laaz ka aaina tut ke rah gaya
Ye chali khokh se aa rahi hai sada
Ye chali khokh se aa rahi hai sada
Ma ma ma ma ma.

More songs lyrics from Janam Se Pehle.