Tu Dua Hai Dua Lyrics

Tu Dua Hai Dua lyrics from Ishq Ne Krazy Kiya Re sung by mohammad irfan and music directed by rishi siddharth and composed by rishi siddharth and lyrics written by ravi basnet

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tu Dua Hai Dua Lyrics


Tu jo keh de agar to
Main jeena chhod doon
Bin soche ek pal,
Saans lena chhod doon
Tu jo keh de agar to
Main jeena chhod doon
Bin soche ek pal,
Saans lena chhod doon

Naa rahun, naa jeeun
Koi lamha tere bin
Zindagi hai thami
Tujh mein hi kahin

Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua
Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua
Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua
Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua

Main tera aks hoon
Tu jahaan main wahin
Main fanaa hoke bhi
Jeeunga tujh mein hi

Khud se hi hoon judaa
Jaanta hai khuda
Tu hi tu har jagah
Main yahaan main na raha

Tu duaa hai duaa
Khwahishon ki duaa
Tu duaa hai duaa
Khwahishon ki duaa
Tu duaa hai duaa
Khwahishon ki duaa
Tu duaa hai duaa
Khwahishon ki duaa

Kya huaa, kis liye
Faasley darmiyaan
Ye bataa ho gayaa
Mujhse kya aisa gunaah

Dard kyun hai miley
Aise ye silsile
Aankhein num kyun hui
Kyun bhala ye be-rukhi

Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua
Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua
Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua
Tu dua hai dua
Khwahishon ki dua.

More songs lyrics from Ishq Ne Krazy Kiya Re.