Tu Bole Main Boloon Lyrics

"Tu Bole Main Boloon" lyrics from Jaane Tu... Ya Jaane Na sung by a.r. rahman and music directed by a.r. rahman and composed by a.r. rahman and lyrics written by abbas tyrewala

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tu Bole Main Boloon Lyrics


Tu bole glass aadha khali,
mein bolu aadha bhara,
Mein bolu kitna saara,
tu bole, zara zara..
Mein bolu din hai to,
tu bole raat nahi..

Baat to wahi hai naa,
Bass wahi baat nahi..

Baat to hai bass yahi ki,
Meri baat bass..

Jaane tu..jaane tu ya jaane naa,
Maane tu..maane tu ya maane naa
Jaane tu..jaane tu ya jaane naa,
Maane tu..maane tu ya maane naa

Ha ha ha ha..
Ha ha ha ha..
Aa aa aa
Aa aa aa

Tu soche yeh zindagi hai,
yeh naa badlegi kabhi,
Mein sochu sab badalta hai,
Kyu naa badlegi kabhi..

Mein sochu tu hi tu,
Mera koi aur nahi,
Tu soche, mein hu tera,
Bass tera koi aur nahi..
Koi aur ho ya naa ho,
Tu hai, mein hu, bass..

Jaane tu..jaane tu ya jaane naa,
Maane tu..maane tu ya maane naa
Jaane tu..jaane tu ya jaane naa,
Maane tu..maane tu ya maane naa

More songs lyrics from Jaane Tu... Ya Jaane Na.