Trahi Maam Sharnagatam Lyrics

"Trahi Maam Sharnagatam" lyrics from Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja sung by asha bhosle and music directed by jagdish rajpurohit and composed by jagdish rajpurohit and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Trahi Maam Sharnagatam Lyrics


Trahi mam shranagatam
Trahi mam shranagatam
Trahi mam shranagatam
Satay narayan daya karo
Hey karuna sagar daya karo
Karuna sagar daya karo
Daya karo tum daya karo

Kya bhul hui kyu ruth gaye
Mujhse mere bhagwan
Meri puja ka mujhko ye
Kaisa mila vardan
Kya bhul hui kyu ruth gaye
Mujhse mere bhagwan
Meri puja ka mujhko ye
Kaisa mila vardan
Kya bhul hui kyu ruth gaye

Teri pujaran tere dware
Aakar apna sab kuch hare
Teri pujaran tere dware
Aakar apna sab kuch hare
Tu na sune to antaryami
Tu na sune to antaryami
Ye hara man kise pukare
Jivan dhun ki jhalak dikha ke
Dekar jivan dan
Kya bhul hui kyu ruth gaye

Ghor andhera ab to mita do
Ghor andhera ab to mita do
Man mandir ke dip jala do
Jo tumse ye ho na sake to
Meri jivan jyot bhuja do
Dube suraj suhag ka to
Dube suraj suhag ka to
Chhute tan se paran
Kya bhul hui kyu ruth gaye
Satay narayan mujhe shama do
Meri sari bhul mita do
Mujhse bichhada sajan mila do
Mera jivan dhan lota do
jivan dhan lota do
jivan dhan lota do.

More songs lyrics from Shree Satyanarayan Ki Maha Pooja.