Tose Naina Laga Ke Lyrics

"Tose Naina Laga Ke" lyrics from Ishaara sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Tose Naina Laga Ke Lyrics


Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari
Sari raina jali mai bechari
Sari raina jali mai bechari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari

Chor hai man me mat musakao
Chor hai man me mat musakao
Piya jhuti jhuti kasam mat khao
Oo piya jhuti jhuti
Piya jhuti jhuti kasam mat khao
Ji na jalao saiya
Ab chhodo baiya hamari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari

Hath me mahake kiska gajara
Hath me mahake kiska gajara
Mukh pe laga hai
Balam kaisa kajara
Mukh pe laga hai
Mukh pe laga hai
Balam kaisa kajara
Mai tumko pahchanu
Sari batiya janu tihari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari.

More songs lyrics from Ishaara.