Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Lyrics
"Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai" lyrics from Madari sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by pyarelal santoshi
Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Lyrics
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru main sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Bich bajariya ched na mujhko
Kahna mera mann le
Kahna mera mann le
Pyar bhari do dil ki batiya
Sara jag na janle
Sara jag na janle
Sharmau ghabrau
Ye pahli pahli har hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru mai sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Chod ke apni pyari dunia
Dar pe tere aayi hu
Dar pe tere aayi hu
Bali umariya bholi suratiya
Dekh main kya kya layi hu
Dekh main kya kya layi hu
Tere nain le gaye chain
Jina ab duswar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru mai sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai
Najuk jiya ke laga par hai
Kahu main kaise daru mai sabse
Ye pahla pahla pyar hai
Tirchhi nazar ka piya war hai.
More songs lyrics from Madari.