Tinku Jiya Lyrics

"Tinku Jiya" lyrics from Yamla Pagla Deewana sung by javed ali, mamta sharma and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by anu malik

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tinku Jiya Lyrics


O lai gai o le lo baakhri
Dilon ki saakhri
Sun teri le zin
Varna tu jhim jhim
Palati chalti jaaye
Dil kare haye haye
Jawaan kar dil chali kyun
Kar ke tu bye bye
Garam garam tu jali jali
Meri patakha kahan chali
Garam garam tu jali jali
Meri patakha kahan chali

Pal pal na mane tinku
Jiya haan tinku jiya
Isak ka manjan ghise hai piya
Pal pal na mane tinku
Jiya haan tinku jiya
Isak ka manjan ghise hai piya
Sar pe masti chadhi
Main deewaana ho gaya
Jawaani ka mehnga
Khazaana ho gaya
Kaali aankhon se
Kitna hungama ho gaya
Jab jab dekhe tujhe
Tinku jiya tinku jiya
Isak ka engine jalaye jiya
Pal pal na mane tinku
Jiya haan tinku jiya
Isak ka manjan ghise hai piya
Haye o cham cham
Paaon mein tham tham
Dhadakta jaaye dil
Dhana dhan dham dham
Arrey o chikni arrey o item
Arrey o beautiful
Main bhi hun handsome

Tinku hamara cinema ka deewana
Zor zor se gaye gana
Zor zor se gaaye gana
Tinku hamara cinema ka deewana
Zor zor se gaye gana
Zor zor se gaaye gana
Aisi villan jaisi batein na kar
Ban ja heroin dhadka de jiya

Joban pe dala hai tala piya
Haan tala piya
Isak ka manjan ghise hai piya
Pal pal na mane tinku jiya
Haan tinku jiya
Isak ka manjan ghise hai piya

Teekhi nazar aur qaatil adaayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Haan teekhi nazar
Aur qaatil adaayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Saanjh dale kunne mein bulayein
Kunne mein ik baar aa kar toh dekh
Chilla ke bole gi love you piya

Gappon ki baandhe
Tu kyun puliya tu kyun puliya
Isak ka manjan ghise hai piya
Pal pal na mane tinku jiya
Haan tinku jiya
Isak ka manjan ghise hai piya
Ho sar pe masti chadhi
Main deewana ho gaya
Jawani ka mehnga
Khazana ho gaya
Kaali aankhon se
Kitna hungama ho gaya

Jab jab dekhe tujhe
Tinku jiya tinku jiya
Isak ka engine jalaye jiya
Pal pal na mane tinku jiya
Haan tinku jiya
Isak ka manjan ghise hai piya
Joban pe daala hai taala piya
Haan taala piya
Isak ka manjan ghise hai piya.

More songs lyrics from Yamla Pagla Deewana.