Ting Ting Ghanti Lyrics

"Ting Ting Ghanti" lyrics from Majaal sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ting Ting Ghanti Lyrics


Jo thodi der ke liye khudayi mil jaye
Thodi der ke liye khudayi mil jaye
Apni kismat mein likh loon
Main pyar tera
Karu rat aur din didar tera
Ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje
Ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje
Jo thodi der ke liye
Khudayi mil jaye
Thodi der ke liye
Khudayi mil jaye
Apni kismat mein likh loon
Main pyar tera
Karu rat aur din didar tera ha
Ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje
Ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje

Aaiye janab aaiye janab
Chhod ye hijab mosame shabab
Kyu khote hain
Aaiye huzoor na kijiye gurur
Gurur se do dil door hote hain
Aaiye janab chhod ye hijab
Mosame shabab kyu khote hain
Aaiye huzoor na kijiye gurur
Gurur se do dil door hote hain
Ganga bina kaisa haridawar
Aalingan bina kaisa sansar
Ha ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje
Jo thodi der ke liye khudayi mil jaye
Thodi der ke liye khudayi mil jaye
Apni kismat mein likh loon
Main pyar tera
Karu rat aur din didar tera
Ha ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje

Gusa jane do gusa jane do
Pas aane do
Kyu aapas mein ye bekarari
Tuti jo kahi judati hi nahin
Darpan ke jaisi hai yari
Gusa jane do gusa jane do
Pas aane do
Kyu aapas mein ye bekarari
Tuti jo kahi judati hi nahin
Darpan ke jaisi hain yari
Pyar ke bina etabar kuch nahin
Etabar ke bina sansar kuch nahin
Ha ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje
Jo thodi der ke liye khudayi mil jaye
Thodi der ke liye khudayi mil jaye
Apni kismat mein likh loon
Main pyar tera
Karu rat aur din didar tera
Ha ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje
Hey ting ting ting ting ghanti baje
Dil mein dil mein ghanti baje.

More songs lyrics from Majaal.