Tham Zara Lyrics

"Tham Zara" lyrics from Bambai Ka Babu sung by kumar sanu, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Tham Zara Lyrics


Tham jara yar mujhe maina fisal jau
Jana hai or kahi or kahi or nikal au
Lagta hai chad gaya mujhko nasa
Lagta hai chad gaya mujhko nasa
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Tham jara yar mujhe maina fisal jau
Jana hai or kahi kahi or nikal jau
Lagta hai chad gaya mujhko nasa
Lagta hai chad gaya mujhko nasa
Mere ghar ka pata
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya

Aj mujhe tune pilayi kitni
Maine kabhi pi na sarab itni
Aj mujhe tune pilayi kitni
Maine kabhi pi na sarab itni
Na jane hoga kya tera mera
Ankho ke age chaya andhera
Aye najar na koi rasta
Aye najar na koi rasta
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya

Kaise ham bachenge jo yar padegi
Achi khasi dono ko mar padegi
Kaise ham bachenge jo yar padegi
Achi khasi dono ko mar padegi
Bahka hai mosam bahke kadam hai
Apne me yara ab to na ham hai
Bachne ka koi tarika bata
Bachne ka koi tarika bata
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Tham jara yar mujhe maina fisal jau
Jana hai or kahi kahi or nikal jau
Lagta hai chad gaya mujhko nasa
Lagta hai chad gaya mujhko nasa
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya
Mere ghar ka pata tujhe yad hai kya.

More songs lyrics from Bambai Ka Babu.