Tham Sa Gaya Lyrics

"Tham Sa Gaya" lyrics from Mumbai Delhi Mumbai sung by angaraag mahanta (papon) and music directed by sawan dutta and composed by sawan dutta and lyrics written by priya panchal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tham Sa Gaya Lyrics


Mm mm ta ra ra ra ra
Da ra ra ra ra ra ra ra ra ra
Mm

Tham sa gaya hai ye sama
Aayi jo saamne ho tum
Bas ik nigaah mein mujhe
Apna bana gaye ho tum
Tera ehsaas yun dil
Ko hai chhu raha
Khawab hai ya mujhe
Hai pyaar ho raha

Hota hai pyaar kya
Jaana nahin kabhi
Dekha jo tujhe yun laga
Tumse hi hai zindagi
Teri panaahon mein
Aake mujhe laga
Ke jaise meri raaton ko
Milli hai subah nayi koi

Aa pa ra ra ra ra ra
Yeh tera hai assar
Hai dil jo besabar
Ye dooba dooba rehta hai
Yaadon mein teri
Ab toh har pehar

Khud ko bhula ke main
Khud mein hi kho chala
Ke tere hi khyalon mein hi
Main karne laga hu ab basar

Thham sa gaya hai ye sama
Aayi jo saamne ho tum
Bas ik nigaah mein mujhe
Apna bana gaye ho tum

Tera ehsaas yun dil
Ko hai chhu raha
Khawab hai ya mujhe
Hai pyaar ho raha.

More songs lyrics from Mumbai Delhi Mumbai.