Tham Lo Kaleja Sab Lyrics

"Tham Lo Kaleja Sab" lyrics from Jwala sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Tham Lo Kaleja Sab Lyrics


Tham lo kaleja
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka
Rangin sapna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja

Aazad panchhi
Masti me ghumu
Muhbdaliyo ka uad
Uad ke chumu
Aazad panchhi
Masti me ghumu
Muhbdaliyo ka uad
Uad ke chumu
Payal ki aawaz sun
Sun ke jhumu
Payal ki aawaz sun
Sun ke jhumu
Tham lo kaleja
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Laya hai ulfat ka
Rangin sapna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja

Dil bijliyo ke
Maine uchhale
Aur aandhiyo ke
Arma nikale
Dil bijliyo ke
Maine uchhale
Aur aandhiyo ke
Arma nikale
Himmat hai jiski
Nazar to mila le
Himmat hai jiski
Nazar to mila le
Tham lo kaleja oo
Tham lo kaleja
Sab apna apna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Laya hai ulfat
Ka rangin sapna
Rahi aaya hai
Jhumta jhamta
Tham lo kaleja.

More songs lyrics from Jwala.