Tez Dhaar Lyrics
"Tez Dhaar" lyrics from Musafir sung by sanjay dutt and music directed by shekhar ravjiani, vishal dadlani and composed by shekhar ravjiani, vishal dadlani and lyrics written by dev kohli
Tez Dhaar Lyrics
Huh.. Ab jacket pehno
Bike nikaalo goa jaao
Bedroom ka paisa raaste mein
Naachta dimaag ka bheja fry
Na raaste ka bharosa na mausam
Ka bharosa kaun bharega paisa
Kaun khaayega goli main nahin nahin
Umm..hmm..umm..hmm..
Apna bas ek usool saare
Jahaan qubool hai
Apna bas ek usool saare
Jahaan qubool hai
Jaan jaaye toh jaan jaaye
Par mera maal na jaaye
Maal jaaye toh kissi na
Kissi ki jaan jaaye
Koyi rehmat maange
Koyi maulat maange
Koyi rehmat maange
Koyi maulat maange
Apun ka ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar umm hmm tez dhaar
Hmm..tez dhaar bas tez dhaar
Kitna samjhaaya hero ko
Is desh mein har hindustaani
Ka favourite time pass hai
Gaana aur bajaana
Aur naahin toh gaane ke liye
Rukega na bajaane ke liye letega
Lekin woh saala ruk gaya
Aur billo ka dil dukh gaya
Paiso ki kya hai kimmat
Kimmat to bas jaan ki
Mere paiso ki kimmat
Hmm bas jaan hi hai hmm..
Umm hmm hmm seena
Zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar umm hmm tez
Dhaar hmm..tez dhaar bas tez dhaar
Jaan bach gayi toh neend chali jaayegi
Neend kabhi aa bhi gayi
Toh cheekta huwa darrta huwa
Kaampta huwa jaagega tu mauka
Tez dhaar hmm tez dhaar
Bol chhupega kahaan chhupega woh mauka
Chhupega kahaan chhupega
Aisi koyi jageh nahin jaha bachega
Bol chhupega bol chhupega
Abbe saale taqdeer teri
Jhukti pehle maut tere sar pe hai
Lekin baatein aisi karta hai
Jaise zindagi tere bistar pe hai
Me bolu aaj to bole kal
To bas tez dhaar
Umm zindagi aur mauke ke
Peechhe aur ye tez tez dhaar
Seena zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar tez
Dhaar tez dhaar tez tez tez dhaar
Kya karta boss public ki demand
Thi toh billa ko aana hi pada
Kahaani khatam hone ko aayi
Aur saala action shuru hi nahin huwa
Ha ab main aa gaya hoon na
Ab dikha doon tamaasha
Dikha doon tere ko bepasha samjha.
More songs lyrics from Musafir.