Teri Yaadein Lyrics

"Teri Yaadein" lyrics from Sifar sung by lucky ali and music directed by lucky ali and composed by lucky ali and lyrics written by syed aslam

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Teri Yaadein Lyrics


Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Kuch baatein aati hai
Dil main talab hai lab pe taraana
Kisiki talaash main yeh guzare zamana
Kal kahan to pal ka bahaana
Nahin tha yakin ham huye to ravanaa
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Kuch baatein aati hai

Duniya ke raaston mein
Ek hai zariya ek hai zariya
Kehta deewana yeh sun to le
Dariya se ja mili hain
Kitni hi nadiyaan kitni hi nadiyaan
Kehta deewana yeh sun to le
Aisa sama bhi na dekha hai
Mausam yeh behka aur mehka hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Kuch baatein aati hai

Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Kuch baatein aati hai

Kai rang mein dhala hai koi paimaana
Kahin aasman jhuka hai
Zameen hai saraana
Inhee raaston se guzarte hum rozaana
Kis ka pata liye hum
Chale kis thikana
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Kuch baatein aati hai

Dil hai nadaan apna
Kehti hai duniya kehti hai duniya
Kaisa deewana yeh sun to le
Humse hairaan duniya k
Aisi nagariya kaisi nagariya
Kehta deewana yeh sun to le
Dheere dheere ab yeh sehna hai
Aankhen bichhaye ab rehna hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Kuch baatein aati hai

Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai.

More songs lyrics from Sifar.