Teri Nazro Ne Aisa Kaata Lyrics

"Teri Nazro Ne Aisa Kaata" lyrics from Neeli Aankhen sung by mohammed rafi and music directed by dattaram wadkar and composed by dattaram wadkar and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Teri Nazro Ne Aisa Kaata Lyrics


Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi ab
To na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata kaata
Teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata

Jo rooth ke tu jaayegi
Mujhe neend nahin aayegi
Jo rooth ke tu jaayegi
Mujhe neend nahin aayegi
Wadi socho ni zara socho
Ho badi socho ni zara socho
Ya neend ki de ja goli
Ya dil ki basa de kholi
Ho wadi bolo ni zara bola
Ho wadi bolo ni zara bola
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata

Main bade seth ka ladka
Mat soch mujhe tu kadka bhai
Main bade seth ka ladka
Mat soch mujhe tu kadka
Wade socho ni zara socho
Ho wadi socho zara socho bhai
Ek baar tu ban ja meri
O phir dekh hai duniya teri
O wadi dekho ni zara dekho
O wadi dekho ho zara dekho
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to wadi
Ab to na kar tata
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata.

More songs lyrics from Neeli Aankhen.