Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar Lyrics

"Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar" lyrics from Chahat sung by anuradha paudwal, sonu nigam and music directed by shyam (shyam - surender), surender (shyam - surender) and composed by shyam (shyam - surender), surender (shyam - surender) and lyrics written by deepak chaudhary

Lyricist(s):

Teri Kasam Teri Raahon Mein Aakar Lyrics


Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye
Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hosh mein aana bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye

Teere nazar ka aisa hain aalam
Apna patta na apni khabar hain
Teere nazar ka aisa hain aalam
Apna patta na apni khabar hain
Dekhun jidhar bhi o meri jaanam
Teri adda hain teri nazar hain
Palke uthaai teri taraf jo
Palke uthaai teri taraf jo
Palke jhuka na bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye

Saanso pe tera naam likha hain
Dil pe likha hain tera fasana
Saanso pe tera naam likha hain
Dil pe likha hain tera fasana
Yaadon mein chhalke teri wafaye
Hotho pe behake tera taraana
Kaali ghata si zulf jo chhai
Kaali ghata si zulf jo chhai
Baadal bhi barasna bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye

Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hum to sanam teri baahon mein aakar
Hosh mein aana bhul gaye
Teri kasam teri raahon mein aakar
Hum to zamana bhul gaye.

More songs lyrics from Chahat.