Teri Jawani Lyrics

"Teri Jawani" lyrics from Pyaar Kiya To Darna Kya sung by iqbal sabri, sabri brothers and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by iqbal sabri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Teri Jawani Lyrics


Suno diwani teri jawani
Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Ye bhiga mausam kali ghataye
Suni padi he ulfat ki rahe
Pyar karne ka yahi waqt waqt he
Teri jawani, teri jawani
Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he

Jis din se dekhi he teri jawani,
Pagal hui me hui me diwani,
Ho ye bhigi bhigi fiza keh rahi he,
Baho me aja ke rut he suhani,
Thoda sa pyar dede,
Dil ka karar dede,
Aankhe he pyasi pyasi
Apna didar dede,
Kitni rangeen hetu,
Kitni haseen hetu,
Duniya se bachke rehna
Badi namkeen hetu
Sabki nazar badi sakht sakht he,
Teri jawani, teri jawani
Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Walla walla walla walla walla walla

Yun rutha rutha tu kab tak rahega,
Zulfo ke saye se kab tak bachega,
Ho dhundega mujhako tu hoke diwana,
Jis par mohabbat ka jadu chalega,
Shayr ka khwab hetu,jam e sharab hetu
Tera javab kaha, khud lajawab hetu
Chal mastani teri,
Duniya diwani teri,
Har koi chahta he,
Ham pe meharbani teri
Jisko bhi dekho vo
Matalab parast he,
Teri jawani, teri jawani
Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Ye bhiga mausam kali ghataye
Suni padi he ulfat ki rahe
Pyar karne ka yahi waqt waqt he
Teri jawani badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Walla walla walla walla walla walla.

More songs lyrics from Pyaar Kiya To Darna Kya.