Teri Dafli Meri Payal Lyrics

"Teri Dafli Meri Payal" lyrics from Kasam sung by sadhana sargam and music directed by kumar sanu and composed by vijay kalyanji shah (viju shah) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Teri Dafli Meri Payal Lyrics


Teri dafli meri payal
Teri dafli meri payal
Bajte hai ek saath
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat

Meri dafli teri payal
Meri dafli teri payal
Bajte hai ek saath
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat

Teri dafli ki dam dam se
Teri dafli ki dam dam se
Teri payal ki chham chham se
Sangito ki in geeto ki
Sangito ki in geeto ki
Hoti hai barsaat
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat

Jab tak mera saath na de tu
Jab tak mera saath na de tu
In haatho mein haath na de
Khali khali suni suni
Khali khali suni suni
Lagti hai har baat
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat

Teri dafli meri payal
Meri dafli teri payal
Bajte hai ek saath
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat.

More songs lyrics from Kasam.