Teri Chahat Mein Lyrics

"Teri Chahat Mein" lyrics from Tujhse Pyar Hai sung by sonali vajpayee

Singer(s):

Teri Chahat Mein Lyrics


Teri chahat mein ho kho jaaun aaj main
Teri deewani ho jaaun aaj main
Teri chahat mein ho kho jaaun aaj main
Teri deewani ho jaaun aaj main
Meri saason mein bas jaana
Meri aankhon mein lehrana
Mere sapno mein tu aana jaane jaa
Dil hai tera hi deewana
Aa jaa baahon mein le jaana
Maine apna tujhko maana jaane jaa

Teri chahat mein ho kho jaaun aaj main
Teri deewani ho jaaun aaj main
Meri saason mein bas jaana
Meri aankhon mein lehrana
Mere sapno mein tu aana jaane jaa
Dil hai tera hi deewana
Aa jaa baahon mein le jaana
Maine apna tujhko maana jaane jaa

Karti hoon pyaar mein tujhe is kadar
Likh di hai zindagi tere naam par
Milne de yun hi tu nazar se nazar
Chahein kya dil mera
tujhe kya khabar
Paas aane de ghul khilane
de ban jaaye afsana
Main toh marti hoon sirf
tujhpe hi tu mujhko tadpana
Meri saason mein bas jaana
Meri aankhon mein lehrana
Mere sapno mein tu aana jaane jaa
Dil hai tera hi deewana
Aa jaa baahon mein le jaana
Maine apna tujhko maana jaane jaa

Jis din se main teri deewani huyi
Duniya mein le liye begaani huyi
Hai teri yaar ka kahaani huyi
Paagal ye pyaar mein jawaani huyi
Meri aankhon pe teri chahat ka
Chalta hai paimana
Mere sine se aake lag jaa tu
Itna bhi tarsana
Meri saason mein bas jaana
Meri aankhon mein lehrana
Mere sapno mein tu aana jaane jaa
Dil hai tera hi deewana
Aa jaa baahon mein le jaana
Maine apna tujhko maana jaane jaa

Teri chahat mein ho kho jaaun aaj main
Teri deewani ho jaaun aaj main
Meri saason mein bas jaana
Meri aankhon mein lehrana
Mere sapno mein tu aana jaane jaa
Dil hai tera hi deewana
Aa jaa baahon mein le jaana
Maine apna tujhko maana jaane jaa.

More songs lyrics from Tujhse Pyar Hai.