Teri Ankhun Ka Andaaz Lyrics

"Teri Ankhun Ka Andaaz" lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Teri Ankhun Ka Andaaz Lyrics


Teri aankhon ka andaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai
Teri aankhon ka andaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai
Tere pass mein aaon tujhe pyaar
Sikhaaon tujhpe jaan lutaon
Jaane jaana
Mera dil dhadkaaya mujhe
Ishq sikhaaya mujhe apna
Banaya tu deewana
Wada kiya hai kasam humne li
Hai na honge hum milke juda
Teri aankhon ka andaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai

Naya silsila hai nayi dosti hai
Naya dilruba hai nayi dillagi hain
Khule aasmaanon ke niche mile
Hain mohabbat mein do dil jawaan
Tere saason ka har saaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Uff behekne ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marthi hai

Na main hosh mein hun
Na tujhko khabar hain
Meri chaahaton ka
Yeh tujhpe asar hai
Chalo ek duje mein aise
Samaye ke dekhke hukmo jahan
Tere khwaabon ka har raaz kehta
Hai tu pyaar mujhse hi karta hai
Haay lipat ne ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai
Tere pass mein aaon tujhe pyaar
Sikhaaon tujhpe jaan lutaon
Jaane jaana
Mera dil dhadkaaya mujhe
Ishq sikhaaya mujhe apna
Banaya tu deewana
Wada kiya hai kasam
Humne li hai na honge
Hum milke juda
Teri aankhon ka andaz kehta hai
Tu pyaar mujhse hi karta hain
Teri baaton ka andaz kehta hai
Tu yaar mujhpe hi marti hai.

More songs lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya.