Tere Qareeb Rahun Ya Lyrics

"Tere Qareeb Rahun Ya" lyrics from Inayat sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass and lyrics written by iftikhar imam siddiqi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tere Qareeb Rahun Ya Lyrics


Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main

Main jaanta hoon
Woh rakhta hain chahte kitani
Main jaanta hoon
Woh rakhta hain chahte kitani
Magar yeh baat use
Kis tarah bataun main
Magar yeh baat use
Kis tarah bataun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main

Jo chup raha to wo samjega
Badgumaan mujhe
Jo chup raha to wo samjega
Badgumaan mujhe
Bura bhala hi sahi
Kuch to bol aaun main
Bura bhala hi sahi
Kuch to bol aaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun ya
Ke door jaaun main
Tere qareeb rahun ya
Ke door jaaun main

Phir uske baad talukh
Mein faasle honge
Phir uske baad talukh
Mein faasle honge
Mujhe sambhal ke rakhana
Bichhad na jaaun main
Mujhe sambhal ke rakhana
Bichhad na jaaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main

Mohabbato ki parakh ka
Yahin to rasta hain
Mohabbato ki parakh ka
Yahin to rasta hain
Teri talaash mein nikalun
Tujhe na paaun main
Teri talaash mein nikalun
Tujhe na paaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main.

More songs lyrics from Inayat.