Tere Pyar Ne Ye Kya Kar Diya Lyrics
"Tere Pyar Ne Ye Kya Kar Diya" lyrics from Rajaji sung by alka yagnik and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer
Tere Pyar Ne Ye Kya Kar Diya Lyrics
Tere pyar ne yeh kiya kardiya
Behekne laga deewana dil
Tere pyar ne yeh kiya kardiya
Behekne laga deewana dil
Sambhalta nahi sambhale se bhi
Sanam ho gayi badi mushkil
Tere pyar ne yeh kiya kardiya
Behekne laga deewana dil
Waadin mein jaise hawa
Phoolon mein khusbu rahein
Aise hi jane wafa
Dil mein mere tu rahe
Rangeen nazarein huwi
Mausam sunehra dikhe
Dekhun jahaan tak yahaan
Tera hi chehra dikhe
Tere pyar ne yeh kiya kardiya
Behekne laga deewana dil
Sambhalta nahi sambhale se bhi
Sanam ho gayi badi mushkil
Dulhan lage yeh zameen
Dulha lage asmaan
Tu samne jab rahe
Acha lage yeh jahaan
Teri wafa chahiye
Is zindagi ke liye
Har dard sah lungi main
Teri khushi ke liye
Tere pyar ne yeh kiya kardiya
Behekne laga deewana dil
Sambhalta nahin sambhala se bhi
Sanam ho gayi badi mushkil.
More songs lyrics from Rajaji.