Tere Pyar Ka Kya Jawab Du Lyrics

"Tere Pyar Ka Kya Jawab Du" lyrics from Darpan sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Tere Pyar Ka Kya Jawab Du Lyrics


Tere pyar ka kya jawab doon
Main ye soch ti hu main kya kahu
Inkar karne ka hak to hai
Ikrar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi

Tujhe dar nahi hai samaj ka
Tujhe dar nahi hai samaj ka
Kisi rasham ka ya riwaz ka
Mere dil ke jahham siyega tu
Main jahar bhi hu to piyega tu
Teri baat sach hai magar
Mujhe atbar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi

Meri aarzu to wo kar sake
Meri aarzu to wo kar sake
Meri mang koi na bhar sake
Meri zindagi to na khil saki
Mai jo maut mangu na mil saki
Yahi faisla hai nasib ka
Takrar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi

Mujhe bhul ja mujhe jan le
Mujhe bhul ja mujhe jan le
Meri bebasi pahchan le
Na main soj hoon na main saaz hoon
Main kisi gunah ka raaz hu
Khamosh rahne ka hak to hai
Khamosh rahne ka hak to hai
Izahar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi.

More songs lyrics from Darpan.