Tere Pyaar Pe Bharosa Lyrics

"Tere Pyaar Pe Bharosa" lyrics from Hawalaat sung by lata mangeshkar and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tere Pyaar Pe Bharosa Lyrics


Tere pyar pe bharosa kar to loon
Par dil darta hain
O tere pyar pe bharosa kar to loon
Par dil darta hain
Tu joothi kasme khata hain
Tu joothi kasme khata hain
Aur jhuthe wade karta hain
Na na na na
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta hain
Tu joothi kasme khata hain
Aur jhuthe wade karta hain
Na na na na
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta hain

Tu to kahe pal mein mita
Doon sari duniya
Na na na na
Tu to kahe pal mein mita
Doon sari duniya
Tu kya jane meri bhi hain
Kya kya majbooriya
Chori chhupe milne ka
Maza kuch aur hain
Jaan lena kiski jane na
Majburiya na na na na
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta hain
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta hain
Tu joothi kasme khata hain
Aur jhuthe wade karta hain
Na na na na
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta hai

Chale mein samjhti hoon
Sabhi chalbaz ki
Mujhse chhupa na
Payega tu baat raaz ki
Baato mein tu baat kitni bnayega
Khub ada hain
Tere pyar ke aawaz ki
Na na na na
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta ha
Tere pyar pe bharosa kar to lu
Par dil darta hai.

More songs lyrics from Hawalaat.