Tere Prem Main Kahin Payi Lyrics

"Tere Prem Main Kahin Payi" lyrics from Babul sung by hemanta kumar mukhopadhyay and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by ravindra jain

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tere Prem Main Kahin Payi Lyrics


Tere prem mein
Kahi payi nahinn maine vasana
Tere prem mein
Kahi payi nahinn maine vasana
O devta karne laga man mera
Teri upasana
Tere prem mein kahi
Payi nahin maine vasana

Ban jau main tan man ki premi
Jeevan tera mahkau
O sajan o sajana
Ban jau main tan man ki premi
Jeevan tera mahkau
Phoolo ki mala ban ke
Main tere ang lagi muskau
Dekhu rat din kabhi
Naino ki bhujhti pyas na
Dekhu rat din kabhi
Naino ki bhujhti pyas na
O devta karne laga man mera
Teri upasana
Tere prem mein kahi
Payi nahin maine vasana

Kar hi liya tera bhrosha
Jud hi gayi toh se asha
O sajan o sajana
Kar hi liya tera bhrosha
Jud hi gayi toh se asha
Ha thik hi pad li thi
Naino ne naino ki bhasha
Man tha de chuki
Ab kuch bhi raha
Na mare pas na
Tere prem mein kahi
Payi nahin maine vasana

Path mein tere sang sang rahugi
Ban ke sada teri chhaya
O sajan o sajana
Path mein tere sang sang rahugi
Ban ke sada teri chhaya
Tune mere man ko badal ke
Apna hi mandir banaya
Kya se kya huyi

Mujhe aaye na savyam vishvas na
Kya se kya huyi
Mujhe aaye na savyam vishvas na
O devta karne laga man mera
Teri upasana
Tere prem mein kahi
Payi nahin maine vasana
Tere prem mein kahi
Payi nahin maine vasana
Tere prem.

More songs lyrics from Babul.