Tere Liye Chandi Ka Bangla Lyrics

"Tere Liye Chandi Ka Bangla" lyrics from Waqt Ke Shehzade sung by kishore kumar, usha khanna and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Tere Liye Chandi Ka Bangla Lyrics


Tere liye chandi ka bangla banunga
Bangle mein sone ka tala lagaunga
Tale mein hire ke chabi lagaunga
Tale mein hire ke chabi lagaunga
Kutiya mein rah jaungi
Bangle mein phir nahi aaungi
Kutiya mein rah jaungi
Bangle mein phir nahi aaungi

Meinri bulbul rup rani raji se jo tu na mani
Suraj ke ghodo ka rath leke aaunga
Unche aasman mein uda ke le jaunga
Jabardasti dulhaniya banauga
Jahar khake so jaungi
Doli mein teri nahi aaungi
Jahar khake so jaungi
Doli mein teri nahi aaungi
Tere liye chandi ka bangla banunga
Bangle mein sone ka tala lagaunga
Tale mein hire ke chabi lagaunga
Tale mein hire ke chabi lagaunga
Kutiya mein rah jaungi
Bangle mein phir nahi aaungi
Kutiya mein rah jaungi
Bangle mein phir nahi aaungi

Jo mange wo moldunga
Dil ki tijori kho dunga
Dil ki tijori ki tujhe chori laga dunga
Chori laga dunga
Tujhe kaid kara dunga
Dil mein kaid karke
Umar bhar ki sana dunga
Suli pe chad jaungi
Kabu mein tere nahi aaungi
Suli pe chad jaungi
Kabu mein tere nahi aaungi
Tere liye chandi ka bangla banunga
Bangle mein sone ka tala lagaunga
Tale mein hire ke chabi lagaunga
Tale mein hire ke chabi lagaunga
Kutiya mein rah jaungi
Bangle mein phir nahi aaungi
Kutiya mein rah jaungi
Bangle mein phir nahi aaungi.

More songs lyrics from Waqt Ke Shehzade.