Tere Hatho Me Apni Zindagi Lyrics

"Tere Hatho Me Apni Zindagi" lyrics from Ek Din Ka Badshah sung by asha bhosle, mahendra kapoor and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by prem warbartani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tere Hatho Me Apni Zindagi Lyrics


Tere hatho me apni
Zindagi ka saj dete hai
Chale aao bhari mahfil se
Hum aawaz dete hai

Rat bhar haamko na uthne diya
Maykhane se
Kabhi aankho se pilai
Kabhi paymane se
Kabhi aankho se pilai
Kabhi paymane se

Haye kya rang hai
Kya maut ki ranayi hai
Aaj jannat meri
Aankho me utar aayi hai
Jab kiya hai kabhi
Jannat ka tasuur hamne
Jab kiya hai kabhi
Jannat ka tasuur hamne
Teri tasvir ubhar
Aayi hai paymane se
Teri tasvir ubhar
Aayi hai paymane se
Kabhi aankho se
Pilai kabhi paymane se

Na bhari bazm se darte ho
Na ghabrate ho
Kaise nadan ho juda mann se
Lipat jate ho
Bekhudi me kisi daman se
Lipatne ka maza
Bekhudi me kisi daman se
Lipatne ka maza
Jake pucho kisi
Bahke hue deewane se
Jake pucho kisi
Bahke hue deewane se
Kabhi aankho se
Pilai kabhi paymane se

Jam nahi to
Jaruri nahi jine ke liye
Jisne majbur kiya
Hai tumhe pine ke liye
Tauba karne hi chale the ke
Rukhe roshan par
Tauba karne hi chalne the
Ke rukhe roshan par
Cha gayi kali ghata
Julf bikhar jane pe
Cha gayi kali ghata
Julf bikhar jane pe
Kabhi aankho se
Pilai kabhi paymane se

Tumne jab bhi
Rukhe masum pe
Dali najre
Hamne
Sharma ke sare bazm
Jhuka li najre
Teri jhukti hui najro ka
Ishara to kar
Teri jhukti hui najro ka
Ishara to kar
Hamne takra
Diya paymane ko
Paymane se
Hamne takra
Diya paymane ko
Paymane se
Kabhi aankho se
Pilai kabhi paymane se.

More songs lyrics from Ek Din Ka Badshah.