Tere Bina Jiya Lyrics

"Tere Bina Jiya" lyrics from Ghar sung by lata mangeshkar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tere Bina Jiya Lyrics


Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na

Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajana
Saans mein saans aaye na

Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajana
Saans mein saans aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Jab bhi kayaalon mein tuu aaye
Mere badan se kushbuu aaye
Jab bhi kayaalon mein tuu aaye
Mere badan se kushbuu aaye
Mehake badan mein raha na jaaye
Raha jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajana
Saans mein saans aaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na

Reshami raatein roz na hongi
Yeh saugaatein roz na hongi
Reshami raatein roz na hongi
Yeh saugaatein roz na hongi
Zindagi tujh bin raas na aaye
Raas aaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Bin tere tere bin saajana
Saans mein saans aaye na
Tere bina jiya jaaye na.

More songs lyrics from Ghar.