Tera Naam Doon Lyrics

"Tera Naam Doon" lyrics from It's Entertainment sung by atif aslam, shalmali kholgade and music directed by jigar saraiya, sachin sanghvi and composed by jigar saraiya, sachin sanghvi and lyrics written by ashish pandit, mayur puri, priya panchal

Music Director(s):
Composer(s):

Tera Naam Doon Lyrics


Koyi jaage soye mujh mein
Meri raatein or mere
Din saare khoye usmein
Koyi itna apna laage
Mera nadaan yeh dil
Jaise dhad ke usmein

Mujhe jo huwa hai
Iski na dawa hai
Kisi ne chhuwa hai dil
Yeh kiski nazar ka hai asar
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon
Main keh doon sabhi ko
Ke tera hi hai yeh asar
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon

Koyi dastak deke dil
Mein milne ko aata hai
Mujh mein reh jaata hai
Koyi qismat jaisa laage
Khushiyaan in haatho pe
Likhta hi jaata hai

Yeh kaisi khata hai
Jiski na saza hai
Kisi ne chhuwa hai dil
Yeh kiski dua ka hai asar
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon

Zari waale kaagazon
Mein lipta huwa
Kitne haseen rangon
Mein ranga huwa
Yeh kya tohfa khuda
Ne mujhe hai de diya
Yeh kya tohfa khuda
Ne mujhe hai de diya

Labon se raaz yeh
Phisal na jaay yeh
Labon se raaz yeh
Phisal na jaay na

Pighalne laga hai
Iske liye mera sabar
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon
Poochhe jo koyi toh
Tera naam doon.

More songs lyrics from It's Entertainment.