Tera Mera Lyrics

"Tera Mera" lyrics from Sandesa sung by ali haider

Singer(s):

Tera Mera Lyrics


Tera tera mera mera
Tera tera mera mera pakistan…
Aisee dharti tann
Mann main warun jispe
Aisee matti main
Jaan de dunga jispe
Ho ho ho tera tera mera mera
Tera tera mera mera
Pakistan…

Katra katra bane samandar
Katra katra bane samandar
Pyaar ko dhoondo apne andar
Jitne armaan dharti ko honge humse
Waada karr lo pure kareinge milke
Ho ho ho tera tera mera mera
Tera tera mera mera
Pakistan…

Mushkilon mein bhi ho jeena
Mushkilon mein bhi ho jeena
Phir bhi har ghum ko hanskey peena
Zarra zarra dharti ka muskuraye
Pyaar ki ous chhaa gayee ho jaise
Ho ho ho tera tera mera mera
Tera tera mera mera pakistan…
Tera tera mera mera
Tera tera mera mera
Tera tera mera mera
Tera tera mera mera
Pakistan…

More songs lyrics from Sandesa.