Tera Khana Kharab Lyrics

"Tera Khana Kharab" lyrics from Shera Shamshera sung by roopmati, yusuf azad and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tera Khana Kharab Lyrics


Ye mana phool se nag to hoon
Lekin sherani main hoon
Tu shola hai mohabbat ka
To bijli husn ki main hoon
Buri nazaro se dekhega
To kar dungi boori halat
Tu bawan gaj ka rawan hain
To kya chhapan
Chhuri main hoon
Ke kate hume chhuri jisse
Mai aisi dhavakta hoon
Wo bijli pani pani jisse
Wo hathiyar rakhta hoon
Mujhe dar hain mujhe dar hain
Na mit jaye tu mera samna
Jo rakh de chir ke har dhal
Wo talwar rakhta hoon

Tune luta hain kitno ka
Husno shabab
Tera khana kharab
Tera khana kharab
Hey khakh ho jayega re
Tera husno shabab
Tera khana kharab
Tera khana kharab
Khakh ho jayega
Tera husno shabab
Tera khana kharab
Tera khana kharab
Khakh ho jayega
Tera husno shabab
Tera khana kharab
Tera khana kharab.

More songs lyrics from Shera Shamshera.