Teer Ankhon Ke Lyrics

"Teer Ankhon Ke" lyrics from Gunahon Ka Devta sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Lyricist(s):

Teer Ankhon Ke Lyrics


Tir aankho ke jigar ke
Paar kar do yaar tum
Tir aankho ke jigar ke
Paar kar do yaar tum
Jaan le lo ya to jaan ko
Nisar kar do yaar tum
Tir aankho ke jigar ke
Paar kar do yaar tum

Hum tumhare dil tumhara
Fir tumhe dar kahe ka
Hum tumhare dil tumhara
Fir tumhe dar kahe ka
Hum tumhare dil tumhara
Fir tumhe dar kahe ka
Sauq se tirachi nazar ke
Vaar kar do yaar tum
Sauq se tirachi nazar ke
Vaar kar do yaar tum

Jaan le lo ya to jaan ko
Nisar kar do yaar tum
Tir aankho ke jigar ke
Paar kar do yaar tum

Kab talak tadapa karenge
Ham wafa ki rah me
Kab talak tadapa karenge
Ham wafa ki rah me
Kab talak tadapa karenge
Ham wafa ki rah me
Aaj apne pyar ka ikarar
Kar do yaar tum
Aaj apne pyar ka ikarar
Kar do yaar tum

Jaan le lo ya to jaan ko
Nisar kar do yaar tum
Tir aankho ka jigar ke
Paar kar do yaar tum

Apne aanchal me chhupa lo
Is gile badnaam ko
Apne aanchal me chhupa lo
Is gile badnaam ko
Apne aanchal me chhupa lo
Is gile badnaam ko

Jindagi ke raste
Guljaar kar do yaar tum
Jindagi ke raste
Guljaar kar do yaar tum
Jaan le lo ya ki jaan ko
Nisar kar do yaar tum
Tir aankho ka jigar ke
Paar kar do yaar tum.

More songs lyrics from Gunahon Ka Devta.