Tauba Re Tauba Lyrics

"Tauba Re Tauba" lyrics from Hathyar: Face To Face With Reality sung by asha bhosle, mohammad salamat and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by dev kohli

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tauba Re Tauba Lyrics


Tauba maine tauba maine ki tauba
Haye mere rama
Yaha waha dole mara ji
Ji dole haye mere rama

Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi mar gayi re
Mai to ma rgayi sawariya
Prem rog mujhko lagana re sajna na re na
Na na re na
Ho dil pe mere gira na bijuriya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Thamba re thamba thamba

Ho tune jadu kar diya aise
Dil pe kabu kar liya jaise
Tune jadu kar diya aise
Dil pe kabu kar liya jaise
Kho gayi re khwabo me kho gayi
Ho gayi re maito teri ho gayi
Tere nam ki odhi chunariya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi mar gayi re
Mai to mar gayi sawariya
Thamba re thamba thamba re

Ek to juban ki angadayi
Uspe nagan si tanhayi
Ek to juban ki angadayi
Uspe nagan si tanhayi
Aja jara ana meri baho me ana
Tujhko sikha dunga dil ka lagana
Bhul hi jao na nagar ki dagariya
Thamba re thamba rok tikhi najriya are re
Mar gayi re mar mar gayi mar gayi re
Mai to mar gayi sawariya
Prem rog mujhko lagana re sajna na re na
Na na re na
Ho dil pe mere gira na bijuriya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi
Mai to mar gayi sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya.

More songs lyrics from Hathyar: Face To Face With Reality.